Today marked one complete year , when Pujya Bapuji was arrested by deceit .
365 days later....
Anyay Diwas, Pujya Sant Shri AsharamJi Bapu ke khilaaf shadyantra ka ek saal pura hone par sadhakon ne karna tha purzor virodh.
Mahine se chal rhi thi tayyari. Aaj hazaron ki sankhya mein sadhak phch chuke the delhi.
Subah 10 baje se shuru honi thi rally. Rajghat se Jantar Mantar.
Sabhi ki aankhon me apne Bapuji ke liye karuna ke aansu aur dil me nyay ki pukaar.
Aur fir Indra Devta ne ek challenge throw kiya - Pichle 3 mahinon se Delhi me bhayankar garmi pad rhi thi. Baarish to bilkul nhi ho rhi thi. Aur achanak se kaale kaale baadal chha gye.
Dekhte hi dekhte toofani baarish. ZERO VISIBILITY!
Par kya hum sadhak ruk jaate? Kya nari shakti ki pareeksha yahin khatam? NAHI.
March shuru hui, ghanghor baarish me bhi koi nhi ruka.
Ferozeshah Kotla tak phchte phchte umeed thi ki kuch kam hogi, par nhi, teevrta badti rahi.
3 ghante march karte hue, Bapuji ki sachhai duniya ko batate hue, shakti-pradarshan karte hue aur soyi hui sarkaar ko jagaate hue 1 lakh sadhak Jantar Mantar phche!
Aisi bhakti, Aisi nishtha apne gurudev ke prati... Indra Devta bhi challenge haar gye! B)
Pure bhramaand ko natmastak hona pda aaj aisi shradhha bhavna dekhkar!
CRORON SADHAKON KI EK HI MAANG - Bapuji ko nyaye do! Hamare Gurudev hame wapis chaiye. Band karo ye atyachar!
Hari Omma... _/\_
365 days later....
Undaunted by season's heaviest rain in New Delhi, more than
20 thousand women devotees ofSant Shri Asharam Ji Bapu staged peaceful protest march from RajGhat to Parliament Street in New Delhi, it was considered by many to be one of the largest protests overall (for any cause) from women in New Delhi in recent times.
31st August, 2014 - A DATE TO BE MARKED IN HISTORY!
Anyay Diwas, Pujya Sant Shri AsharamJi Bapu ke khilaaf shadyantra ka ek saal pura hone par sadhakon ne karna tha purzor virodh.
Mahine se chal rhi thi tayyari. Aaj hazaron ki sankhya mein sadhak phch chuke the delhi.
Subah 10 baje se shuru honi thi rally. Rajghat se Jantar Mantar.
Sabhi ki aankhon me apne Bapuji ke liye karuna ke aansu aur dil me nyay ki pukaar.
Aur fir Indra Devta ne ek challenge throw kiya - Pichle 3 mahinon se Delhi me bhayankar garmi pad rhi thi. Baarish to bilkul nhi ho rhi thi. Aur achanak se kaale kaale baadal chha gye.
Dekhte hi dekhte toofani baarish. ZERO VISIBILITY!
Par kya hum sadhak ruk jaate? Kya nari shakti ki pareeksha yahin khatam? NAHI.
March shuru hui, ghanghor baarish me bhi koi nhi ruka.
Ferozeshah Kotla tak phchte phchte umeed thi ki kuch kam hogi, par nhi, teevrta badti rahi.
3 ghante march karte hue, Bapuji ki sachhai duniya ko batate hue, shakti-pradarshan karte hue aur soyi hui sarkaar ko jagaate hue 1 lakh sadhak Jantar Mantar phche!
Aisi bhakti, Aisi nishtha apne gurudev ke prati... Indra Devta bhi challenge haar gye! B)
Pure bhramaand ko natmastak hona pda aaj aisi shradhha bhavna dekhkar!
CRORON SADHAKON KI EK HI MAANG - Bapuji ko nyaye do! Hamare Gurudev hame wapis chaiye. Band karo ye atyachar!
Hari Omma... _/\_
infy machao
It has been one full year since the day Pujya Bapuji was taken on the pretext of enquiry.
When will Bapuji get bail?
Suresh Chavhanke, chief editor of Sudarshan News asked today
"Pujya Bapuji despite his 75 years of age and medical condition has not been granted bail for one year when the maximum punishment of the alleged crime is 3 years maximum. Panels have been set up due to submit report about medical condition. The natural question that arises is why the panel could not have been set up earlier and why the Government is taking so long to submit report."
This was also the sentiment as reported in the rally as well as in the calls of the people to Sudarshan News.
MUST WATCH - Sudarshan News Bindas Bol Special Episode on Bapu Ji
ॐ ॐ गुरूजी ॐ
No comments:
Post a Comment